Tuesday 30 August 2011

Unglian phair raha tha woh khayalon mein kahin


Unglian phair raha tha woh khayalon mein kahin
lams mehsoos hoa meray balon mein kahinAb mera saath nahi deta piyada dil kahaar jaon na mein aakar teri chaalon mein kahinIs tashakhkhus pe bhi rehta hay ye dhardka dil kokho na jaon mein teray chahnay walon mein kahinAek sooraj nay mujhay chaand ka rutba bakhshawarna hoti mein kitabon kay hawalon mein kahinmujh ko lagta to nahi woh mutzalzal lekinUs ko wehshat hi na lay jaaen ghazalon mein kahin

No comments:

Post a Comment