Tuesday 30 August 2011

Takhleeq-e-kaainat ka matlab samajh gaya


Takhleeq-e-kaainat ka matlab samajh gaya
teray takallufat ka matlab samajh gayaAhbaab kar rahay hen bardi charasazianshayed taweel raat ka matlab samajh gayaHam chal rahay hen teray iradon kay saath saathmajboori e hayat ka matlab samajh gayashayed keh ham nibah kay la,iq nahi rahaytark e talluqaat ka matlab samajh gayaAey dost niyaton kay taqazay kuch aur henis rang e iltifat ka matlab samajh gaya

No comments:

Post a Comment