Log letay hain yonhi shama aur parwanay ka naam
kuch nahi hai is jahan mein gham kay afsanay ka naamMitt gai brbdi e dil ki shikayat dostoab gulistan rakh lia hay main nay wiranay ka naamShaokhi e qadr e nigaran meri sehba ka wujoodmasti chashm e ghizalan meray paimanay ka naamIs ko kehtay hen gham e taqdeer ki nilam gahhay zuban e tashnagi aur maikhanay ka naamDekhyay ! Saghar ki aashufta nigahi ka kamaalmastiyan chhalka raha hay aek diwanay ka naam
No comments:
Post a Comment